Leke Pooja Ki Thali Jyot Mann Ki Jagali Teri Aarti Utaroon Bholi Maa Remaining Time -11:37 Unibots.com Tu Jo De De Sahara Sukh Jeevan Ka Sara Tere Charnon Pe Varoon Bholi Maa O Maa.. O Maa.. Leke Pooja Ki Thali Jyot Mann Ki Jagali Teri Aarti Utaroon Bholi Maa Tu Jo De De Sahara Sukh Jeevan Ka Sara Tere Charnon Pe Varoon Bholi Maa O Maa.. O Maa.. Dhool Tere Charnon Ki Le Kar Mathe Tilak Lagaya Ho.. Dhool Tere Charnon Ki Le Kar Mathe Tilak Lagaya Yahi Kamna Lekar Maiya Dware Tere Main Aaya Rahun Main Tera Ho Ke Teri Seva Mein Kho Ke Sara Jeevan Gujaroon Bholi Maa Tu Jo De De Sahara Sukh Jeevan Ka Sara Tere Charnon Pe Varoon Bholi Maa O Maa.. O Maa.. Saphal Hua Ye Janam Ke Main Tha Janmon Se Kangal Ho.. Saphal Hua Ye Janam Ke Main Tha Janmon Se Kangal Tune Bhakti Ka Dhan Deke Kar Diya Malamal Rahe Jab Tak Ye Pran Karoon Tera Hi Dhyan Naam Tera Pukaroon Bholi Maa Tu Jo De De Sahara Sukh Jeevan Ka Sara Tere Charnon Pe Varoon Bholi Maa O Maa… O Maa… Leke Pooja Ki Thali Jyot Man Ki Jagali Teri Aarti Utaroon Bholi Maa Tu Jo De De Sahara Sukh Jeevan Ka Sara Tere Charnon Pe Varoon Bholi Maa O Maa.. O Maa…
Leke poojaa kee thaalee
See our full disclaimer and regional notices.