14 Jan 2026 आध्यात्मिक मार्गदर्शन विश्वसनीय जानकारी

Shri Kuber Aarti | Lyrics And Glory Of The Aarti Of Kuber Ji, The God Of Wealth

kuber
वीडियो चलाएं
Jai Kuber Swami, Prabhu Jai Kuber Swami, Hai Samrath Paripuran । Hai Samrath Paripuran । Hai Antaryami ॥ Om Jai Kuber Swami Prabhu Jai Kuber Swami.. Jai Kuber Swami, Prabhu Jai Kuber Swami, Hai Samrath Paripuran, Hai Samrath Paripuran । Hai Antaryami । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Vishrava Ke Laal Idvida Ke Pyare, Maa Idvida Ke Pyare, Kaveri Ke Nath Ho, Kaveri Ke Nath Ho । Shivji Ke Dulare । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Manigravi Minaakshi Devi, Nalkuber Ke Taat, Prabhu Nalkuber Ke Taat Devlok Mein Jaagrt. Devlok Mein Jaagrt । Aap Hi Ho Sakshat । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Reva Narmada Tat Shobha Atibhari Prabhu Shobha Atibhari Karnali Mein Virajat , Karnali Mein Virajat । Bhole Bhandaari । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Vandhya Putr Ratan Aur Nirdhan Dhan Paye Sab Nirdhan Dhan Paye Manvanchhit Phal Dete, Manvanchhit Phal Dete । Jo Man Se Dhyaye । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Sakal Jagat Mein Tum Hi Sab Ke Sukhdata Prabhu Sab Ke Sukhdata Daas Jaiant Kar Vande, Daas Jaiant Kar Vande । Jaaye Balihari । ॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥ Prabhu Jai Kuber Swami.. Jai Kuber Swami, Prabhu Jai Kuber Swami, Hai Samarath Paripuran । Hai Samarath Paripuran । Hai Antaryami ॥ Om Jai Kuber Swami Prabhu Jai Kuber Swami..
डिसक्लेमर: इस लेख में निहित किसी भी जानकारी/सामग्री/गणना की सटीकता या विश्वसनीयता की गारंटी नहीं है। विभिन्न माध्यमों/ज्योतिषियों/पंचांग/प्रवचनों/मान्यताओं/धर्मग्रंथों से संग्रहित कर ये जानकारियां आप तक पहुंचाई गई हैं। हमारा उद्देश्य महज सूचना पहुंचाना है, इसके उपयोगकर्ता इसे महज सूचना समझकर ही लें। इसके अतिरिक्त, इसके किसी भी उपयोग की जिम्मेदारी स्वयं उपयोगकर्ता की ही रहेगी।