Panchang Horoscope Numerology Bhakti Ka Marg Festivals
aarti

Shri Kuber Aarti | Lyrics and glory of the Aarti of Kuber ji, the god of wealth

2 min read
||  Jai Kuber Swami, Prabhu Jai Kuber Swami || 
| | ॐ जय कुबेर स्वामी, प्रभु जय कुबेर स्वामी || 
Hai Samrath Paripuran, Hai Samrath Paripuran, Hai Antaryami|
हे समरथ परिपूरन, हे समरथ परिपूरन, हे अंतरयामी | 
Om Jai Kuber Swami Prabhu Jai Kuber Swami | 
ॐ जय कुबेर स्वामी, प्रभु जय कुबेर स्वामी | 
Om  Jai Kuber Swami, Prabhu Jai Kuber Swami |
ॐ जय कुबेर स्वामी, प्रभु जय कुबेर स्वामी | 
Hai Samrath Paripuran, Hai Samrath Paripuran । Hai Antaryami।
हे समरथ परिपूरन, हे समरथ परिपूरन, हे अंतरयामी |

॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
Vishrava Ke Laal Idvida Ke Pyare, Maa Idvida Ke Pyare,
Kaveri Ke Nath Ho, Kaveri Ke Nath Ho ।Shivji Ke Dulare ।
॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
Manigravi Minaakshi Devi, Nalkuber Ke Taat, Prabhu Nalkuber Ke Taat |
 Devlok Mein Jaagrt. Devlok Mein, Jaagrt Aap Hi Ho Sakshat ।

॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami || 
 Reva Narmada Tat Shobha Atibhari Prabhu Shobha Atibhari |
 Karnali Mein Virajat , Karnali Mein Virajat । Bhole Bhandaari । 

॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
Vandhya Putr Ratan Aur Nirdhan Dhan Paye Sab Nirdhan Dhan Paye |
Manvanchhit Phal Dete, Manvanchhit Phal Dete । Jo Man Se Dhyaye । 

॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
 Sakal Jagat Mein Tum Hi Sab Ke Sukhdata Prabhu Sab Ke Sukhdata |
Daas Jaiant Kar Vande, Daas Jaiant Kar Vande  Jaaye Balihari । 
॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
 Hai Samarath Paripuran ,Hai Samarath Paripuran Hai Antaryami ॥
॥ Om Jai Kuber Swami.Prabhu Jai Kuber Swami ||
Iti Shri Kuber Aarti Sampoornam